(Tareekhi hawalajat ki Roshni main )
Basant Hinduoon ki Eid hai jo bahaar ki amad per brahma k istaqbaal k liay sadyoon se manae jate hai. Iss mein patang-baazi ka agaaz uss waqt hua, jab toheen-e-Risaalat k aik mujrim Haqeeqat Rayay ko basant panche k rooz phaansi di gae. Phaansi ka badla hinduoon aur sikhoon ne Musalmanoon ko qatal ker k lia aur iss intaqaam ki khushi mein Haqeeqat Rayay ki samaadh per patangein urayein. [Bahawala Tehqeeqat-e-Chisti]
[Punjab under the later Mughals by S.BBukhar]
isski tafseel mein unhoon ne likha hai keh
Punjab ka Governor(1707-1759) jis ka naam Zakaria Khan tha, uskay door mein Sialkot ka aik hindu badshah jiska naam Haqeeqat Rayay tha. Uss nay Hazoor(peace be upon him) aur Bibi Fatima(may Allah be pleased with her) ki shaan mein gustaakhi ka irtakaab kia. Wo hindu Lahore mein pakra gia. Uss k khilaaf Lahore mein muqaddima chalaya gya. Adaalat nay qanoon k mutabiq uss ko saza-e-maut suna di. Ilaaqay ki hindu aabaadi mein sakht ihtajaaj kia gya. Zakaria Khan k paas ja ker uss mal’oon hindu ko bachanay ki bare sifarashein kein laikin na-kaam huay. Natejatan Haqeeqat Rayay ko maut ki saza suna di gae. Jis se hinduoon ki safoo’ mein saf-e-matam bich gae. Uss bad-zubaan kafir ki yaadgaar k toor per aik maaldaar hindu, Kalu Raam nay Lahore mein Koot Khwaja Saeed(Fauji Shahi) k maqaam per basant mailay ka iftatah kia. Yeh maqaam Bhai Gate se Wagon No.60 k route ka aakhri stop hai. Doctor Najjaar apni kitaab k Page No. 279 per zikar kerta hai k basant maila, Haqeeqat Rayay ki yaad mein manaya jata hai.! [Bahawala Punjab Mughaloon k aakhri door mein]
Ab zara Pakistan mein manaae janay wali basant k hawalay se apni halaat-e-zaar mulahiza farmayein. (chand akhbari tarashoon ki roshni mein)
1. basant hamara rawayati tehwaar hai, jisay loog bahaar ki amad k hawalay se manatay hein -Kamran Laashaari- [Jang, 16 February 2002]
2. sirf Lahore mein basant per zinda dilaan-e-lahore, 50 crore rupees sarf kertay hein. [Nawa-e-Waqt, 20 February 2002]
3. poosh ilaqoon mein manchaloon nay sharaab-o-shabaab ki mehfilein munaq’ad kein, jahaan larkay larkiaan ganoon per raks kertay rahay. [Jang, Nawa-e-Waqt, 18 February 2002]
4. Lahore mein patang ki door galay per phirnay se 42 be-gunah shehree zindagi kho chukay hein. [Nawa-e-Waqt, 4 January 2004]
5. iss saal 450 niji aur 250 sarkaari schoolon ko jashan-e-baharaan k programon mein shirkat ki dawat hai. [Jang, 9 January 2004]
Basant manana sahih nahein hai. Isski wajoohat darj zail hein.
1. basant hinduoon ka tehwaar hai aur kuffar ki pairwe se mana kia gaya.
2. basant tehwaar, toheen-e-Risaalat k mujrim ki yaad mein manaya jata hai yeh ghazab-e-Ilaahi ko dawat dainay k mutaradif hai!
3. Quran mein fazool kharchi kernay waloon ko shaitaan ka saathi qaraar dia gaya aur basant se har saal carooroon ki fazool kharchi hoti hai.
4. basant per kae din aur raatoon ko chaton per dhool bajayay jatay hein aur hoteloon mein mosiqee ki mehfilein munaqqad hote hein jabkay Islam mein sharaab aur mosiqee Haram hai!
5. galay per door phirnay se kae masoom qeemti jaanein zaya ho jate hein.
6. sarkoon per door patang k peechay bhagnay waloon ka hajoom, traffic haadsaat ka bais banta hai.
7. basant per shoor sharaabay ki waja se talib ilmoon ki perhae mein khalal perta hai jabkay nanhay bachoon, buzurgon aur mareezon ka araam mutasir hota hai.
8. mulki akhbaraat per basant ko numayaan kerna, TV per basant show, jaisay program, nazarya-e-Pakistan se inharaaf ko zahir kertay hein.
9. hindu tehzeeb ki naqali mein peelay kapray aur peelay dupattay, peeli pagrian pehanana, apni Islami shanaakht ko masakh kerna hai!

Qalb Mein Sooz Nahein, Ruuh Mein Ahsaas Nahein
Kuch Bhi Paighaam-e-Mohammed (peace be upon him) Ka Tumhein Paas Nahein!
Wuza Mein Tum Ho Nasaara To Tamadun Mein Hunood
Yeh Musalmaan Hein Jinhein Daikh K Sharmayein Yahood?

BASANT AIK KHOONI AUR GHAIR-MAZHABI TEHWAAR HAIAllah Taala Azza Wa Jal kay hazoor ro ro kar dua karni chahiye keh hamaray gunahon ko muaf farma dey aur hamary mulk peh aur hum peh rehm ameen suma ameen